Usulo pe jaha aanch aaye, Takrana jaroori hai!
Agar zinda ho, to zinda nazar aana zaroori hai!!
Sabi ko chod kar khud pe bharosa kar lia maine!
Wo main ... jo mujh mein marne ko tha..
Zinda kar lia maine!!!
Mujhe uss paar utar jaane ki jaldi he kuch aisi thi..
ki jo kasti mili ..uspe bharosa kar lia maine!!!
Bharosa tune toda, lekin khud ko saza yun di!!
Ki fir jo mil gaya, uspe bharosa kar lia maine!!