Monday, March 11, 2013

Aksar!!!



Kahin zamaane ko khabar na ho jaaye hamare gham ki...
ye sochke aansun bahate nahin......

Kahin dikh na jaaye kisi ke chehre pe hamare liye humdardi...
ye sochke dil ki dastaan kisiko sunaate nahin.......

Aksar toot jaate hain haqeeqat se takrakar sapne....
Aksar chale jaate hain ghamon mein dubaakar apne......
Ye hi sochke ab kisiko apna banate nahin......

No comments:

Post a Comment